-6%

Qisas Ul Ambiya 1st Edition- Transliteration by Abu Arqam Tarique Usaid & Tarjuma: Maulana Ataaullah Sajid

Regular price Dhs. 75.00
Sale price Dhs. 80.00
Ask a Question

Hurry Up! Only 2 left in stock!

Estimate delivery times: 1-2 days (United Arab Emirates).

Return within 15 days of purchase*. Duties & taxes are non-refundable.

Qisas Ul Ambiya 1st Edition- Transliteration by Abu Arqam Tarique Usaid & Tarjuma: Maulana Ataaullah Sajid - Buy Islamic Books Online
Qisas Ul Ambiya 1st Edition- Transliteration by Abu Arqam Tarique Usaid & Tarjuma: Maulana Ataaullah Sajid
Regular price Dhs. 75.00
Sale price Dhs. 80.00
Maktaba Al-Usaid Publication ne Iss ‘azeem kitab ko badi irq rezi aur mehnat-o-lagan se Roman English mein tabdeel kiya hai Aap iss kitaab ko padhte huye bahut si jadeed ma'loomaat apne qalb-o-zahan mein mahfooz kar lenge Khaaliq-e-kaayinaat ne jab Bani Aadam ko rooy-e-zameen par basaaya to waqt guzarne ke saath saath bani nau insaan mein khaalis tauheed ki jagah shirk, but parasti aur deegar akhlaaqi kharaabiyaan dar aayin. Insaaniyat ko uski asli raah par laane ke liye Allah Ta'ala ne aasmaani hidaayat irsaal karne ka silsilah shuru kiya aur pay dar pay Ambiyaa-o-Rusul mab'oos farmaaye. Yeh nufoos-e-qudsiyah tamaam zaahiri aur baatini khoobiyon ke paikar the, ek taraf yeh giroh ambiya agar husn-o-jamaal mein yaktaa-e-rozgaar tha to doosri taraf husn-e-akhlaaq be misaal seerat-o-kirdaar aur a'ala darjah ki shujaa'at, himmat aur isteqaamat se bhi aaraastah tha. Unhon ne rushd-o-hidaayat ki raahein raushan keen, tauheed-e-Ilaahi ka parchaar kiya aur bhatke huye insaanon ko raah-e-raast par laane ke liye koyi daqeeqa faroguzaasht na kiya. Iss muqaddas farz ki adaayegi ki raah mein unhein be shumaar masaayib-o-mushkilaat ka saamna karna pada. Un par tarah tarah ke mazaalim dhaaye gaye. Kisi Nabi ko jalti huyi aag mein phenka gaya, kisi ka sar qalam kiya gaya aur kisi ko aare se cheer diya gaya. Lekin Ambiyaa Alaihimussalaam ko apni da'wat ki sadaaqat ka iss qadar yaqeen aur apne rab par iss qadar pukhtah bharosa tha ke woh muskuraate huye un tamaam masaayib ko bardaasht kar gaye, magar unke paaye sabaat mein adna si laghzish bhi nahin aayi. Qisasul Ambiya unhi misaali insaanon ka zikr-e-jameel aur unki paakeezah seeraton ka gul-dastah hai, Maktaba Al-Usaid ne Iss ‘azeem kitab ko badi irq rezi aur mehnat-o-lagan se Roman English mein tabdeel kiya hai. Ummeed ke Qaari’een-e-kiraam iss kitab se faaidah uthhaayenge. Aap iss kitaab ko padhte huye bahut si jadeed ma'loomaat apne qalb-o-zahan mein mahfooz kar lenge. Wa Sallallaahu Alannabiyyil Kareem
Print : Original
Author : Hafiz Ibn Katheer
Translation : Maulana Ataullah Sajid
Publisher : Maktab Usaid
Language : Roman-URDU
Binding : Hardcover
SKU: IslamHouse-3739-1
Categories: Biographies and History
Pages : 688
Product Dimensions (cm) 17*24
Weight (gm) 1500
Format: Black and White  / Fine Paper Quality

For all orders exceeding a value of 120 AED shipping is offered for free.

Returns will be accepted for up to 15 days of Customer’s receipt or tracking number on unworn items. Returns Are Only Available On Selected Items. You, as a Customer, are obliged to inform us via email before you return the item.

Otherwise, standard shipping charges apply. Check out our delivery Terms of Service for more details.

Returns will be accepted for up to 15 days of Customer’s receipt or tracking number on unworn items on Only Selected Items. You, as a Customer, are obliged to inform us via email before you return the item, only in the case of:

– Received the wrong item.
– Item arrived not as expected (ie. damaged packaging).
– Item had defects.
– Over delivery time.

The returned product(s) must be in the original packaging, safety wrapped, undamaged and unworn. This means that the item(s) must be safely packed in a carton box for protection during transport, possibly the same carton used to ship to you as a customer.

Recently Viewed

Don't forget! The products that you viewed. Add it to cart now.

Frequently Bought Together

Here’s some of our most similar products people are buying. Click to discover trending style.